July 23, 2018
Journey of My YouTube....
Journey of my YouTube channel
Hi...... Frnd..Maine apna youtube channel 2009 me start kiya tha... Pr ek .... Do vedio you tube me upload ke baad maine channel me vidio upload karna band kr diya tha. Kyo ki this time mujhe pta nhi tha ki apne vedio me kya content daalu.....
Phir uske baad maine as a teacher ban ne ki sochi.....
Bina experience aur talent ke kio kisi ko nahi puchhta...
So ...
Maine apne bhai ko hi teaching karna start kiya...
To maine kaphi achha result paya.... Phir maine socha ki kyo... Na bahar teaching kiya jaaye... Maine apne landlord ke bachho ko teach kiya.... Experience na hone ke karan result achha nhi rha... Jiski wajah se main kafi niras hua.... Lekin maine haar nhi maani aur maine money ko importance na dete hue keval jaisa tution milta gya... Me teaching Krta gya ......
2009 se teaching karte karte achha experience ho gaya....
Phir suddenly ye socha ki me jo bhi thing banau . Usko you tube pr upload karun... Phir maine apna pahla vedio upload... Kiya...
Kai logo ne ye vedio ko like kiya..... Kai logo ne comment kiya.... Aur kai logo ne subscribe kiya.... Phir maine me aur bhi motivate hua.fir next vedio upload kiya ..... Pr kuch din baad..https://youtu.be/-TYLGeuxF0s
Ye vedio 8 November ki thi..... Jb demonetlization means NOTE bandi chal raha tha. Saare taraf paiso ki mara mark chal rhi thi. Banko ke samane lambe lambe line lagi hui thi......... Ye dwawing maine tb banai thi jb youtube me km chalata tha..bus uhi record kr liya aur upload kr diya. Us samaya bhi ye vedio jyada dekha gya. Me aur bhi motivate hua.Next vedio..
Super ki vedio ko upload karne ke baad maine kai vedio upload ki pr achha response nhi aaya to main dusse se 1or 2 months tk vedio nhi upload ki....bhi mere student ko ek new project mila aquarium banane ka to maine usko banate samaya vedio record kiya phir upload kiya kafi achcha to response nhi mila pr achha tha.. Fir me youtube pr like se banaya gya vedio ko upload krne lga..kai paytm offer ka bhi vedio dala..
Next vedio...
Pr achha response nhi mila. phir mere student ko new project mila jisme ek big flower banana tha..maine vo bhi banaya
Nnnnnext..... Vedio
https://youtu.be/mxKB0-M5P-c
Teaching ka experience achha hone se aaj kuch achha income ho jata hai...
Ydi ye artical achha lge to jarur comment kare taki mujhe aur bhi motivation mile.
Me apne aage ki journey aapke sath 2019 ke last me karuga ....
So. Mera artical read karne ke liya thanks....u